Patthar Ke Sanam Lyrics in English By Sanam Puri is the Hindi Old Song is sung by Sanam Puri. Sanam Puri featuring Patthar Ke Sanam. Music of the song
given by Laxmikant Pyarelal and Patthar Ke Sanam Lyrics written by Charan
Majrooh Sultanpuri. This song will release on Sanam Youtube Channel. You can read and watch the "Patthar Ke Sanam" lyrics with the video below.
Original Song Credits:
Singer: Mohammad Rafi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Film: Patthar Ke Sanam
Label: HMV
Song Title: Patthar Ke Sanam
Singer: Sanam Puri
Music: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Starring: Sanam Puri
Music Label: Sanam
PATTHAR KE SANAM LYRICS
Patthar Ke Sanam Tujhe Humne
Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badi Bhool Hui Arey Humne
Ye Kya Samjha Ye Kya Jaana
Pathar Ke Sanam
Chehra Tera Dil Mein Liye
Chalte Rahe Angaron Pe
Tu Ho Kahin, Tu Ho Kahin Sajde Kiye
Humne Tere Ruksaron Ke
Hum Sa Na Ho Koyi Deewana
Patthar Ke Sanam Tujhe Humne
Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badi Bhool Hui Arey Humne
Ye Kya Samjha Ye Kya Jaana
Pathar Ke Sanam https://alllyricslover.blogspot.com
Socha Tha Ye Badh Jayegi
Tanhaiyan Jab Raaton Ki
Rasta Humein, Rasta Humein Dikhlayegi
Sham-E-Wafa Un Hathon Ki
Thokar Lagi Tab Pehchana
Patthar Ke Sanam Tujhe Humne
Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badi Bhool Hui Arey Humne
Ye Kya Samjha Ye Kya Jaana
Pathar Ke Sanam
